Tanha tanha mat socha kar
Mar jaye ga mat socha kar
Jis ki fitrat main dasna ho
Woh to dassay ga mat socha kar
Pyar ghari bhar ka hi bohat hai
Jhuta, sacha, mat socha kar
Tanha tanha mat socha kar
Mar jaye ga mat socha kar
Jis ki fitrat main dasna ho
Woh to dassay ga mat socha kar
Pyar ghari bhar ka hi bohat hai
Jhuta, sacha, mat socha kar
nice one!
SG !
** Jis ki fitrat main dasna ho Woh to dassay ga mat socha kar **
Bahut khoob ! Maza aagaya parh kar, well said...!
wah ji wah kia kehna:k:
ahaa… bhoot achay Glue ji :k:
keep it up ![]()
very very nice! :k: :k:
thanx for sharin!
Re: Tanha Tanha…
![]()
.
.
.
.
![]()
Soda hai umR bhar ka koi khail to nahi
Aye shashm-e-yaar! Mujh ko zara sochnay to day ![]()
Re: Re: Tanha Tanha.....
Thanks Ebery Bun :D
[QUOTE]
*Originally posted by chand_chehra: *
Soda hai umR bhar ka koi khail to nahi
Aye shashm-e-yaar! Mujh ko zara sochnay to day
[/QUOTE]
Yeh ashaar meray yoon to zamanay kay liay hain
Kuch shair faqat unko sunanay kay liay hain
Yeh ilm ka soda, yeh rasalay, yeh kitabain
Eik shaksh ki yadoon ko bhulanay kay liay hain
very very nice! :k:
nice :k:
Re: Re: Re: Tanha Tanha…
http://poetry.urdupoint.com/amjad_islam/images/kahana_aa_kay.gif
Re: Re: Re: Re: Tanha Tanha…
wow all time fav poem :) Yaad-e-maazi azab hai ya rab Chein lay mujh say hafza mera