Lamhay
1
Tanha na apnay aapko ab payey janaab,
Meri ghazal ko saath liyey jayey janaab !
Nagmoon ki baarishon mein kahin beegnay chalay,
Mausam ki aarzoo ko na thukrayey janaab !
Rishton ko bhool jana to aasaan hai magar,
Pehlay khud apnay aapko samjhayey janaab !
Aisa na ho thamay huey aansoo chalak padey,
Rukhsat kay waqt mujko na samjhayey jaanab !
Main saaz hoon yeh yaad rahey isliyey kabhi,
Meray hi sher mujko suna jayey janaab !
Re: Tanha na apnay ap ko ab payey janab!
[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *
Tanha na apnay aapko ab payey janaab,
Meri ghazal ko saath liyey jayey janaab !
Nagmoon ki baarishon mein kahin beegnay chalay,
Mausam ki aarzoo ko na thukrayey janaab !
Rishton ko bhool jana to aasaan hai magar,
Pehlay khud apnay aapko samjhayey janaab !
Aisa na ho thamay huey aansoo chalak padey,
Rukhsat kay waqt mujko na samjhayey jaanab !
Main saaz hoon yeh yaad rahey isliyey kabhi,
Meray hi sher mujko suna jayey janaab !
[/QUOTE]
Sorry, ask someone else, mere paas itna faltu time nahe hai (lol on Lamhay) :) :) :)
Lamhay
3
Re: Re: Tanha na apnay ap ko ab payey janab!
[QUOTE]
*Originally posted by arifnawaz: *
Sorry, ask someone else, mere paas itna faltu time nahe hai (lol on Lamhay) :) :) :)
[/QUOTE]
ap say kisi nay pocha
Nice Lamhay sis, Thanks for sharing :)
Lamhay
7
thanks gul tasbeeh sunny jaanleva ji