====================
----------------------------------------------
Youn Mayray Khuloos Ko Ruswaa Na Kar
Yaa Mayray Baaray Main Tou Sochaa Na Kar
Mujh Ko Dil ki Dharrkanoo’n K Saath Rakh
Ya Mayray Seenay Main Tou Dharrka Na Kar
Ya Basa Lay Apni Aankhoo’n Main Mujhay
Ya Mayree Aankhoo’n Main Jhaanka Na Kar
Ya Mayray Har Dard Ko Apnaa Samajh
Ya Mayray Khwaboo’n Main Bhi Aaya na Kar
-------------------------------------------------
=====================