Dukhti ankhoon bahtay kanoon eik navay lafz kay saath hazr e khidmat
Pamaha motorcyle bany waloon ki taraf saay lafz hai **tamoknaa
**And you time starts now…
Dukhti ankhoon bahtay kanoon eik navay lafz kay saath hazr e khidmat
Pamaha motorcyle bany waloon ki taraf saay lafz hai **tamoknaa
**And you time starts now…
Re: Tamoknaa
Tamkeen ka bhai tamokna?
PS: kiya Ramadanon main bhi Naseebo Laal ke gane sun rahe ho?
Re: Tamoknaa
tamkeen ka bhai tau tamkoon hai tamoknaa tau bacha hai tamkeen ka
Re: Tamoknaa
haaar maan looo tau shayad bata douun ![]()
Re: Tamoknaa
tamoknaa? Urdu?
PS: I like the Tariq Aziz touch in the original post! ![]()
Re: Tamoknaa
hints please? is it a fruit?
Re: Tamoknaa
Its Punjabi. DMD can host a show in Veena Malik style as well ![]()
Re: Tamoknaa
Lol then we have to listen to you, DMD! Post a short excerpt in the voice gallery, pretty please!!
Re: Tamoknaa
hint:
me: chachu yeh sleeping bag baand nahen hoo raha...
chachu: yaar aida tamokna khrab ay.....
Re: Tamoknaa
sleeping bag ka tamookna = zip
Re: Tamoknaa
i made it too easy again ![]()
Re: Tamoknaa
ps: what u mean by veena malik style show?![]()
Re: Tamoknaa
buckle, baksua?
Re: Tamoknaa
^^Nop fakhta miyan
Re: Tamoknaa
^^Nop fakhta miyan
Theek hai, maiN bhii badlaa luuNgaa apne agle lafz meN! :D
Re: Tamoknaa
Theek hai, maiN bhii badlaa luuNgaa apne agle lafz meN! :D
kis baat ka ghusa hai...fakhta ka ya Miyan ka?
:P
Re: Tamoknaa
Jin ka interview
Re: Tamoknaa
Jin ka interview
koon karay ga mera interview?
Re: Tamoknaa
kis baat ka ghusa hai...fakhta ka ya Miyan ka?
:P
"miyaaN" par!!!...faaKhtii laa kar to dii nahiiN, "biwii" ke baGhair hii "miyaaN" kah diyaa! :( sharm aapko magar nahiiN aatii! :p
mujhe in'aam meN next time "faaKhtii" chaahye! :D
Re: Tamoknaa
chavlainm arny paay inaam milta tau mujhay rooz inaam hee inaam na miltay ![]()