Tamasha

مجھ سے اب اور تماشہ ہو نہیں سکتا
لے جا یہ دکھاوے کی ہنسی بھی آ کر

Re: Tamasha

Kerna hi Tans hai To,hansney ka kya Takalluf

Kyun zeher Dey rahey hu,muhabbat milaaa milaa ker :snooty:

Re: Tamasha

apki ya uski

Re: Tamasha

kabhi kabhi dikhaway k hansi bhi hansna parta hai...but nothing stays...everything passes...good or bad.

Re: Tamasha

shayar ki

Re: Tamasha

ji

gham ho ya khushi dono kuch der ke sathi hain
phir rasta hi rasta hai, hansna hai na rona hai

Re: Tamasha

Tawaan tou nahin deyna hoga?!?!