tamannaaon ke bahalaave mainn uksar aa hi jatay hain
kubhi hum chott khatay hain kabhi hum muskuratay hain
hum uksar doston ki bevafaaii seh to letay hain
magar hum jantay hain dil hamaray toot jatay hain
kissi kay sath jub beetay huvay lumhon ki yaad aaii
thukki aankhon main ushkon ke sitaray jhilmilatay hain
its by Roshan Nanda.