Tamanna le k ulfat ki mere aangan main wo aaya

**Tamanna le k ulfat ki mere aangan main wo aaya
MOHABBAT Rog hai Dil ka Usay yeh meine samjhaya

Kaha us ne Mohabbat kar shareek-e-Gham bana MUJH ko
Karonga Main Zamanay ki khushi se Aashna TUM ko

Hua Majboor main yaro kiya Iqraar ulfat ka
Laga di JAAN ki bazi samajh kar khel Qismat ka

Hui Maloom phir Uski haqeeqat yeh Zamanay se
Usay taskeen milti hai Kisi ka DIL dukhane se…!**

Re: Tamanna le k ulfat ki mere aangan main wo aaya

**Tamanna le k ulfat ki mere aangan main wo aaya
MOHABBAT Rog hai Dil ka Usay yeh meine samjhaya

tauba hai itna kharcha aane per naseehaten…

ye kahan ke dosti hai ke bane hai dost naseh :naraz:
**

Re: Tamanna le k ulfat ki mere aangan main wo aaya

At least you learned your lesson na:flowers:

Re: Tamanna le k ulfat ki mere aangan main wo aaya

sarasar dhokha

Re: Tamanna le k ulfat ki mere aangan main wo aaya

phr kia krna chahiya…koi mashwara dyn…

Re: Tamanna le k ulfat ki mere aangan main wo aaya

Kuch nahin. just chill

Re: Tamanna le k ulfat ki mere aangan main wo aaya

:shireen: aish to kr yara moj to kr…