tamam shehar main ab tou hai raaj kanton ka

tamam shehar main ab tou hai raaj kanton ka
mujhay qubool nahin yeh samajh kanton ka
humaray phool sey chehray ko nochnay walo!
Kabhi tout um pay bhi utray anaj kanton ka
Sambhaal saktay nahi hum yeh ghum ki jaageerain
Utaar lejiyah sarr sey yeh taaj kanton ka
Yeh aur baat kah gul ki tarha mehaktay rahay
Wagarna rakhtay thay hum bhi mizaaj kaanton ka
Bohat ajeeb sey lehjay main baat karta hai
Hai aaj phool main kuch imtijaaz kaanton ka

Re: tamam shehar main ab tou hai raaj kanton ka

[QUOTE]
*Originally posted by Dania_2000: *
tamam shehar main ab tou hai raaj kanton ka
mujhay qubool nahin yeh samajh kanton ka

[/QUOTE]

Bohat khoob...........

:k:

Nice :k: