Lamhay
1
Teray baghair ye ab zindagi kahaan guzarey
qadam qadam pey teray saath ka gumaan guzrey
ye din jo dheerey sey phisalaa to shaam ka manzar
teray baghair udaasi key daramiyaan guzrey
vo ashk hoon k sar-e-raah gir gayaa thaa kabhi
uthaa sakaa na koi kitnay kaaravaan guzrey
main Khushk hokey bikharta raha hoon pairoon mein
bahut zamaanaa hua mujh pey kashtiyaan guzrey
ye baat ab bhi nahin hai kisi se kehnay ki
tamaam sajday teray dar sey raayagaan guzrey !
Re: Tamaam sajday teray dar sey raayagaan guzrey!
bohat khoob :k:
thanko for sharing 
Very Nice Lamhay, Thanks for sharing :)
Pramod
6
bahot hii pyaari ghazal post kii aapne Lamhey jii.
thanks for sharing.....
Lamhay
7
[QUOTE]
*Originally posted by Pramod: *
bahot hii pyaari ghazal post kii aapne Lamhey jii.
thanks for sharing.....
[/QUOTE]
thanks pramod ! nawazish aap ki
Lamhay
8
thanks chandoo, JL ,gul and arif ji!
Dilsay
11
You are lucky
Dear
Just to say that you are lucky ka tumaharay pass lamhay hain... siraf Lamha nahi... Khush rahoo
Azad
12
[QUOTE]
qadam qadam pey teray saath ka gumaan guzrey
[/QUOTE]
Wah
Mano85
13
zabardast ghazal, Lamhay sis.. Thanx for sharin' :)
Aceones
14
Re: Tamaam sajday teray dar sey raayagaan guzrey!
[QUOTE]
Originally posted by Lamhay: *
**Teray baghair ye ab zindagi kahaan guzarey
qadam qadam pey teray saath ka gumaan guzrey *
ye din jo dheerey sey phisalaa to shaam ka manzar
teray baghair udaasi key daramiyaan guzrey
vo ashk hoon k sar-e-raah gir gayaa thaa kabhi
uthaa sakaa na koi kitnay kaaravaan guzrey
main Khushk hokey bikharta raha hoon pairoon mein
bahut zamaanaa hua mujh pey kashtiyaan guzrey
ye baat ab bhi nahin hai kisi se kehnay ki
tamaam sajday teray dar sey raayagaan guzrey !
[/QUOTE]
very nice :)
bohat khooooooooob Lamhay sis

Re: Tamaam sajday teray dar sey raayagaan guzrey!
beautiful sis:k::k::k::k:
Nayab
18
Hmmm wah bohot khoob siso:k: