IS
1
Taluq apni jagah tujh se barqaraar bhi hai
Magar yeh kia k tere qurb se farar bhi hai
Kuraid or zameen, mosamon k mutlashi
Yehin kahin meri khoi hui bahar bhi hai
Yehi na ho teri manzil, zara theher aye dil
Wahi makan hai, diyon ki wahi qitar bhi hai
Yun he to rooh nahin torti hisar-e-badan
Zaroor apna koi badalon k paar bhi hai
Mein pathron se he sir ko patakh k lout aya
Chatan kehti rahi mujh mein shahkaar bhi hai
Yeh kia k rok k betha hua hun saail-e-hawas
Machan per bhi hun or samne shikar bhi hai
Chupa hua bhi hun jeene ki aarzu le ker
Panah gah meri shair ki khachar bhi hai
Adeem us se keron bhi to kis tarah ka salook
Hareef bhi hai wo apna, wo apna yaar bhi hai…!!!
Re: Taluq apni jagah tujh se barqaraar bhi hai
Ulajhta Choor gya Wo Mujhe Sawalon me…
Wo ek Shakhs jo Apna tha Shehr walon me…
Agarchy Mujh se Taluq nahi raha lekin…
Wo Naam leta hey ab b Mera Hawalon me
Re: Taluq apni jagah tujh se barqaraar bhi hai

tarash
4
Re: Taluq apni jagah tujh se barqaraar bhi hai
Adeem us se keron bhi to kis tarah ka salook
Hareef bhi hai wo apna, wo apna yaar bhi hai...!
double character
Re: Taluq apni jagah tujh se barqaraar bhi hai
Adeem us se keron bhi to kis tarah ka salook
Hareef bhi hai wo apna, wo apna yaar bhi hai...!!!
two-in-one (ek ticket main do maze)
Re: Taluq apni jagah tujh se barqaraar bhi hai
Bohat Khoob…:k: