teen banday , jin key umer kaafi hay , apna naam b bta saktay hain aur the Great ultra Deadly Flooders ka b hissa , kafi mehoono say laapata hain , un key tafseel mandarja zail hay.
gallantmon aka garry urf grarray
Night vision urf kalli raat
apples urf mangos
jin ko b milay woh The Great ultra Deadly flooders ko bta kar shukriay ka moqa dain aur following inaam b hassil karain.
1 adad 17" LCD tv ka dabba
2 addad phattay punay chappal
7 adad kameez kay button
2 adad machis key teelian