Re: talk in song
Manam khesta khesta khaaroona shta day, khu de pa tolo bande bar de kana
Da har zay khpal khwandoona khpaley mazey ,khu Pekhawer khu Pekhawer dey kana…
:jano:
Re: talk in song
Manam khesta khesta khaaroona shta day, khu de pa tolo bande bar de kana
Da har zay khpal khwandoona khpaley mazey ,khu Pekhawer khu Pekhawer dey kana…
:jano:
Re: talk in song
Piyaaray bachchoN
is shair main shaa’ir kehtaa hai
Main Ahista Ahista KhaRaa ho raha tha, lekin pait kay dard kee wajah say doobara baith gaya
Agar pait main doobara durd hua to dawa khaa’oon ga, laanat hai is peshawar per, is peshawar per
Re: talk in song
ma da lawantob dahadh na warawa
ma da lawantob dahadh na warawa
ma da lawantob dahadh na warawa
ya janana dawa starge rawarahwa
ya janana dawa starge rawarahwa
ma da lawantob dahadh na warawa
ma de da sengar pa howago nan
zan de nan pa zarro jamoh k johr ka nan
preda palhanono chi de osparri oor lata da spago stargo soor ka nano
Re: talk in song
Ok Buchchoo ta yeah lo phir eik meri taraf
Pesahawar say meri khaatir dundaasa laana
Meray dilbar jaana
Ok that is all I know
Re: talk in song
This is 4 U Tariq Jee joo…![]()
larsha Pekhawar tha kameez tor mat raawarha
taza taza guloona dwa salor matha raawarhaa
Re: talk in song
am bored
Re: talk in song
***Andekha Anjaana Sa Pagla Sa Deewana Sa
Jaane Woh Kaisa Hoga Re
Chori Se Chupke Chupke Baitha Hai Dil Mein Chupke
Jaane Woh Kaisa Hoga Re
***P.S ganay ko erase kyoon kiyaa…![]()
Re: talk in song
bas Aysay he aj mood hai nah kid :p
Manziloon pay akkay lottay hain dil kay karwaan
kashtiyaan sahil pay aksar doobthee hain pyar ki
manziliaaan apni jaaagah hain
raastay appni jaaagah
jabb qadam hee saath na day
tu musfaair kia karay !
Re: talk in song
U tu hai hamdaard bee or humsafar be hai mayraa
baar kay koii haath na day
dil bahala phir kia karay
manziliaaan apni jaaagah hain
raastay appni jaaagah
Re: talk in song
This is 4 my cousin....
**
**
Kabhi Yahaan Tumhein Dhonda, Kabhi Wahaan Pohncha
Tumhari Deed Ki Khaatir Kahan Kahan Pohcha
Ghareeb Mit Ga'ay, Pamaal Ho Gaye Laikin
Kisi Talak Na Tera Aaj Tak Nishaan Pohncha ....
Jo Ulfat Mein Tumhari Kho Gaya Hai, Usi Kho'ay Hoay Ko Kuch Mila Hai
Na But-Khanay, Na Kabay Mein Mila Hai, Magar Totay Hoay Dil Mein Mila Hai
Adam Bun Ker Kaheen To Chup Gaya Hai, Kaheen To Hast Bun Ker Aa Gaya Hai
Re: talk in song
Adam Bun Ker Kaheen To Chup Gaya Hai, Kaheen To Hast Bun Ker Aa Gaya Hai
This is deep :p
tayraay ishqq nachayaa
tayray ishqq nachayah
karkay ta'eyaa teeyaa
way chaytee aaan way tabeeebaa
neee tu mein mar gaainyaa !
Re: talk in song
saajeeeenaaaaaaaa
duuurr duuuuuuuuuuur durrrrrrrrr
duurrrrsay kohi aay
kahin chupkay wooh dil mein
sama jaay
sajnaaaaaaaaaaaaaaaa!
durrr durrrrrrrrrrrrrr !!!
Re: talk in song
here's another bit of the song......i think its just absolutely mesmerizing the way this song has been written i can't decide which line is better than the other ........
Koi Ranjha Jo Kabhi Khooj Mein Nikle Teri, Tum Usay Jhang K Bele Mein Rula Daitay Ho
Justujo Lay K Tumhari Joh Chalay Qais Koi, Us Ko Majno Kisi Laila Ka Bana Daitay Ho
Jot? Sassi K Agar Mun Mein Tumhari Jagay, Tum Usay Taptay Hoay Thal Mein Jala Daitay Ho
Sohni Gar Tum Ko Mahiwaal Tassawur Ker Le, Us Ko Bikhri Howi Lehroon Mein Baha Daitay Ho
Khudh Joh Chaho To Sar-E-Arsh Bula Ker Mehboob, Aik He Raat Mein Mairaaj Kara Daitay Ho ( very profound , i fell in love with this line)
Tum Ek Gorakh Dhanda Ho
Re: talk in song
here's another bit of the song......i think its just absolutely mesmerizing the way this song has been written i can't decide which line is better than the other ........
Koi Ranjha Jo Kabhi Khooj Mein Nikle Teri, Tum Usay Jhang K Bele Mein Rula Daitay Ho Justujo Lay K Tumhari Joh Chalay Qais Koi, Us Ko Majno Kisi Laila Ka Bana Daitay Ho Jot? Sassi K Agar Mun Mein Tumhari Jagay, Tum Usay Taptay Hoay Thal Mein Jala Daitay Ho Sohni Gar Tum Ko Mahiwaal Tassawur Ker Le, Us Ko Bikhri Howi Lehroon Mein Baha Daitay Ho Khudh Joh Chaho To Sar-E-Arsh Bula Ker Mehboob, Aik He Raat Mein Mairaaj Kara Daitay Ho ( very profound , i fell in love with this line) Tum Ek Gorakh Dhanda Ho
This is amazing poetry Sheyn
Is this a movie song or ghazal. How can I get hold of that?
Re: talk in song
Hum sab goraak dhandaa haiN bachay !
Re: talk in song
…thanks Aliyish…![]()
Tariq Jee joo… it is an amazing composition..i wanted to post the whole song but its quite long …![]()
Re: talk in song
I have always been charmed by this Mansoor Bin haalj Guy
janay kaysay suli pay kahray hokay , death ko samnayy daik , is nay parhaa ho kay
feeda'aay tu shumm
beeya beeya
kay tu behray suraat-e - me ahee
maan tayraay Khoob mee-shana-sham
Translation
Tayray qurban jaoon
kay tu kissi be suraat mein aah
mein tujay khoobb jantah hoon !
Re: talk in song
very few experiences in life ............bring clarity of vision ,death i suppose is one of them....
another ive found is being alone.......
.....it makes u realize how important the little things in life are that we alwayz took 4 granted......
Re: talk in song
And the relations and people you once walked over :p