Lamhon Me Qaid Kar De Jo Sadiyon Ki Chahatein,
Hasrat Rahi Ke Aisa Koi Apna Bhi Talabgaar Ho..
Re: Talabgar
waah waahhh ![]()
Re: Talabgar
yi bohat MASHKUK baat keh rahy ho bhai:disgust:
Re: Talabgar
kia mashkook hai iss main?
Re: Talabgar
sara kuch hi:wub:
Re: Talabgar
Muhabbat to waise hi ache khase aadmi ko mashkook bana deti hai ![]()
Re: Talabgar
haan aapko ab experience ho raha hi na :p
Re: Talabgar
LOL :k:
Re: Talabgar
bamurad HO;)
Re: Talabgar
Aap ka joda pakka.
Re: Talabgar
kanjus ![]()
Re: Talabgar
Yeh offer mehdood muddat ke liye hai
Re: Talabgar
darwaze se andar kese jao gey bachuuuuuuuu:faizy:jode se kam nahi chalne wala:nook:
Re: Talabgar
nice
Re: Talabgar
awesome