Inn alfaaz ki gehrae aur isko parhnay kay baad ankhoon main nammi si agaye socha k aap sab logoon say share kijaye
bahut gehri baat hai shayad ap ki samjh aye ya na aye !!!
Jo mujhay Talab karta hai woh mujhay paleta hai
Aur jo mujhay paleta hai Woh mujhay pehchaan leta hai
Aur jo mujhay pehchaan leta hai woh mujh say mohabbat karta hai
Aur jo mujh say mohabbat karta hai woh mera ashiq hojata hai
Aur jo mera ashiq hojata hai ussay main mar dalta hoon
Aur jissay main mar dalta hoon uski deeyat mujh per lazim hai
Lamhay main nai perha its very thought provoking per mujhai aik lafz samjh nahi aya "deeyat" forgive me but please explain the meaning to me so i can fully enjoy this piece thanx
[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *
Inn alfaaz ki gehrae aur isko parhnay kay baad ankhoon main nammi si agaye socha k aap sab logoon say share kijaye
bahut gehri baat hai shayad ap ki samjh aye ya na aye !!!
Jo mujhay Talab karta hai woh mujhay paleta hai
Aur jo mujhay paleta hai Woh mujhay pehchaan leta hai
Aur jo mujhay pehchaan leta hai woh mujh say mohabbat karta hai
Aur jo mujh say mohabbat karta hai woh mera ashiq hojata hai
Aur jo mera ashiq hojata hai ussay main mar dalta hoon
Aur jissay main mar dalta hoon uski deeyat mujh per lazim hai
Main hi uski deeyat hoon ....
[/QUOTE]
Acha g tu app yehan chuppi hein ;)
app k zouq k hum kail hein , zabardast tehrer he ye , mardala ap ney ;)
[QUOTE]
*Originally posted by Lamhay: *
Inn alfaaz ki gehrae aur isko parhnay kay baad ankhoon main nammi si agaye socha k aap sab logoon say share kijaye
bahut gehri baat hai shayad ap ki samjh aye ya na aye !!!
Jo mujhay Talab karta hai woh mujhay paleta hai
Aur jo mujhay paleta hai Woh mujhay pehchaan leta hai
Aur jo mujhay pehchaan leta hai woh mujh say mohabbat karta hai
Aur jo mujh say mohabbat karta hai woh mera ashiq hojata hai
Aur jo mera ashiq hojata hai ussay main mar dalta hoon
Aur jissay main mar dalta hoon uski deeyat mujh per lazim hai
Main hi uski deeyat hoon ....
[/QUOTE]
Lamhay our Ishq e haqeeqi
hummmmmm
lagta hay 900 ho gay