Talaash...

main ik talaash e be karaan mein mashgool hun
talaash uss shaks ki jiss main aapni saari adhoori batain bata doun
aapne saare adhuray fasanay’adhuray geet suna doun
joa mere sab aadhore khutoot( joa mere Alfaaz khoa jane ke bais na mukamal reh gaye the ) puray kar sake
jiss ke paas mere ankahay sawal ka jawab hoa

haan mujhe talaash hai aik mukhlis doast ki
meri yeh talash be karaan hai
magar
shayad buhat be samar hai


hummay tum say pyar kitna :)yae hum nahe jantay:)