Talaash....

**main udas rehta hon sham ka
mujhe ahaton ki talash hai **
**
ye sitarye hain sab bujhye bujhye
mujhe jugnon ki talash hai

har khushi hai mujh se khafa khafa
mujhe zindagi ki talash hai

ik hajom sa hai rawan dawan
mujhe doston ki talash hai

meri zindagi hai bus ik rasta
mujhe manzilon ki talash hai

najane kia hai jo kho gaya hai
mujhe shayed apni talash hai

**

Re: Talaash....

najane kia hai jo kho gaya hai
mujhe shayed apni talash hai

waah kia kahnay!

Re: Talaash....

bohat zabardast.....

Re: Talaash....

thnkssss

Re: Talaash....

nice sharing :)