Ye zara zara sii baat par tarhaN tarhaN kay azaab kyuN***
jo kisi say bhi khafa na ho mujhay us Khuda ki talaash hay
mujhay dekh kar jo ik nazar meray saray dard samajh sakay
jo is qadar ho chaara-gar mujhay us nigaah ki talaash hay