*~ TalaasH HaY ~*


Yay Zara Zara Si Baat Pay
Tarah Tarah K Aazaab Kiyun
Jo KIssi Say Bhi Khafaa Na Ho
Mujhay Us Khuda Ki Talaash Hay

Mujhay Lagzishoo'n Pay Har Gharri
Koi Tokta HayKiyun Baar Baar
Jissay Kar Kay Dil Ko Dukh Na hO
Mujhay Us Gunah Ki Talaash Hay 

Bina Humsafar K Kab Talak 
Koi Musafatoon Main Laga Rahay
Jahan Koi Kissi Say Juda Na Ho
Mujhay Us Raah Ki Talaash Hay

Mujhay Daikh Kar Jo Ek nazar
Mayaray Saray Dard Samajh Sakay
Jo Is Qadar Ho Chara-gar
Mujhay Us Nigah Ki Talaash Hay


~~~~~~~*~~~~~~~



Re: ~ TalaasH HaY ~

Wah

Re: ~ TalaasH HaY ~

nice :k:

Re: ~ TalaasH HaY ~

Thanx both of u :~)