Re: …Taking Blurry Pictures…
Aby tabay se baat karkay Kyun humari family ki repu kahrab karain hain :pcg:
log samjain gay hum ne ap ko kuch seekaya nahii ![]()
haha… kisi zalim na kia khoob shair kaha hai .. wazaN mein out hai lakin …
suna na ishq mein neend urjatee hai
koi hum se ishq karay . humay neend bohat athe hai
Good nite matey bhoy …