Tajweez kijeeyay

iss liye kay theek urdu boli hai baadshah salamat nain

its the same thing :stuck_out_tongue:

baadshah salamat… jaan ki amaan paon to kuch arz karon?

aap jo naqaab daaly rakhtay hain munh par wo utha diya karin mujramon kay samnay… khud hi mar jain gey