Tajweez kijeeyay

:shikra: hamara khunwa ab baghavatiyoon say bhar chuka hai aur hum logon ko dewaaroon main chunwa chuwa ke bhi kuch tang aa gae hain

Ab hum sochtay hain ke kuch nea karna chahiye

humein kuch mukhtalif aur alag si sazaein tajweez karein jis say humara roobh aur ghazab zahir ho:shikra:

:chai: tajweez na karnay wale ko pahar say dhakka diya jae ga

Re: Tajweez kijeeyay

humm... u can give them
electrics shock.....
pull their nails one by one.....
cut their fingers one by one....
poke nails n them....
burn them with candles....
..... torture them ....
n then let them die on their own

Re: Tajweez kijeeyay

aap to bohat zalim maloom hoteen hain:shikra:

Re: Tajweez kijeeyay

You can marry them .. that would be a torture

English translation please…:o

Re: Tajweez kijeeyay

Tum khud he neela thotha kion nahi kha lay tay ? Tumharay awaam chain key bansree bajain gay .

and Jahil-e-Azam jahaaN panaaH, there is no such word as baghavatiyoon, the word is ‘BhaagiyoN’

Re: Tajweez kijeeyay

Hmmmmmmm

:rotfl:

Re: Tajweez kijeeyay

^^:D

:hehe: yes

:aq:

:snooty: yeh hamari saltanat hai,hum jo kahein wo durust hai namakool

:aq: jitna poocha jae utna jawab do:mad:

:shikra: aap ne mashwara to acha diya hai par hum wo naheen hain jo aap samajh rahe hain

admiyoon ka kya kiya jae:aq:??

angrezi abhi hum seekh rahe hain:shikra:

Re: Tajweez kijeeyay

:mad: yahan koi kaam ka nahi

sab ko bori main band kar ke darya main baha diya jae:snooty:

Re: Tajweez kijeeyay

shahenshaaH … Nikker pehan kar Gooma karay .. awaam khud he Zehni Torture ho jaye ge :sunnyboy:

Re: Tajweez kijeeyay

so ( 100) piaz khanay key saza dee jai.
aik huftay tak din raat pakky rag sunnay key saza dee jai.
murgha bana kar peeth per pathar key sill rakh dee jai.
Hawai jahaz key dum main bandh kar hawa main latka dia jai.
Train kay sub say pichlay dubbay say bandh kar doraia jai.

aap ne to dil khush kar diya:roman:

tajurba aap pe hi na kiya jae:hmmm:

Badshah hajamat agar apnay sub say aqalman darbari ko inaam kay baja-a saza dain gay toh aap hashar nashar ho jai ga.

Re: Tajweez kijeeyay

Uff , humain bhi bohut shoq hai Malika bunnay kaa ..

pahlay translate kejiyah asaaan urdu main.. :hoonh: