Tajdeed-ay wafa

http://www.loveurdu.com/urdu-poetry/fraz/images/shairi/ahmedfaraz27-1d.gif

http://www.loveurdu.com/urdu-poetry/fraz/images/shairi/ahmedfaraz27-2d.gif

[QUOTE]
Dil yeh kehta hay keh shayd ho fasurda tu bhi
Dil ki kia baat karain dil to hay NadaaN janaaN
[/QUOTE]

Excellent Selection Roman thanks for sharing ...

*
hum bhi kia saada thay hum nay bhi samjh rakha tha
ghum-ay doraaN say judda hai ghum-ay jaanaaN jaanaaN

dil yay kehta hai kay shayed ho afsurda tu bhi
dil ki kia baat kareiN dil to hai naadaaN jaanaaN
*

  • Ahmed Faraz

[QUOTE]
Hum bhi kia saada thay hum nay bhi samajh rakha tha
[/QUOTE]

Waqee

dil yay kehta hai kay shayed ho afsurda tu bhi
dil ki kia baat kareiN dil to hai naadaaN jaanaaN (jhootay dilasay)

Another one in line with this one,

Ab bhi har chand woh ruswai say darta hoga
Woh mujhay chup kay sahi yaad to karta hoga

this one by Faraz is beautiful, indeed. Thanks for sharing. Roman, next time plz write any ghazal,nazam or any marsia in Roman Urdu too. Many guppies here can't read Urdu.

[QUOTE]
.Ab bhi har chand woh ruswai say darta hoga
Woh mujhay chup kay sahi yaad to karta hoga

[/QUOTE]

kyon nahi ... :) thanks for sharing

:k::k::k:

simply superb :k:

bhut khooobbb :k:
zaberdast :slight_smile:

:k:

:k:nice

*
awal awal kee mohabat kay nashay yaad to kar
bin piyay bhi tera chehra tha gulistaaN jaanaaN

dil yay kehta hai kay shayed ho afsurda tu bhi
dil kee kaya baat kareiN dil to hai naadaaN jaanaaN
*