Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar

Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar

teri yaad mai rahay dil mera beqarar kub tak
meri manziloo'n ki r'ah mai teri reh guzar kub tak

mujhay dukh to hai yaqeenan tera sath chornay par
teri naam ki rafaaqat kay mai sehti war kub tak

kia ajeeb sawaal poochtee hay zindagi :)