teri yaad mai rahay dil mera beqarar kub tak
meri manziloo’n ki r’ah mai teri reh guzar kub tak
teray waday par karo main bhla aitbar kub tak
teri baat ka bharosa tera intazaar kub tak
na koi rafeeq-e-gham hai na koi razdaan hai
mera chara gar rahay ga mera qalb-e-zaar kub tak
meri umar kut gaye hai tera gham tala nahi hai
meri rooh par rahay ga ye sayah gubar kub tak
mujhay dukh to hai yaqeenan tera sath chornay par
teri naam ki rafaaqat kay mai sehti war kub tak
Aryaan
2
Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar

Wah Bohat khoob Shab-e-Hijar..:k:
Ali_2
3
Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar
buhat khoob :k:
Sheal
4
Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar
bohoot khoob shaboo :k:
Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar
bohet khoub:)
thx 4 sharing
muncho
6
Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar
teri yaad mai rahay dil mera beqarar kub tak
meri manziloo'n ki r'ah mai teri reh guzar kub tak
mujhay dukh to hai yaqeenan tera sath chornay par
teri naam ki rafaaqat kay mai sehti war kub tak
kia ajeeb sawaal poochtee hay zindagi :)
Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar
nice one shab :)
Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar
shabz!!!.. yr jo bold tha sirf wohi parna tha na 
acha hai :k:
Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar
haan:aq:
PS

Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar

pata tha me ko:chai:
Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar
qalb-e-zaar kub tak umda shab umda :k:
Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar
ap ko ajkal meri posts bari pasand arahi hain :aq:
khair hai? 
Daanie
13
Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar
buhut khoob :)
Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar
Buhut Khoob, Lekin Shab ji WOH :aq: hay kon jis ko aap choor rahi hein 
Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar
ap apna investigate wala kaam office tak hi rakhain:snooty:
Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar
V.Niceee Shab :k:
Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar
thanks every1:flower1:
Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar
nicee shabooo :)
Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar
bohat khoob :k:
Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar
thanks tumbin and sunny 