Re: Tairi yaad Mein rahay dil maira bayqaraar
teri yaad mai rahay dil mera beqarar kub tak meri manziloo'n ki r'ah mai teri reh guzar kub tak
teray waday par karo main bhla aitbar kub tak teri baat ka bharosa tera intazaar kub tak
na koi rafeeq-e-gham hai na koi razdaan hai mera chara gar rahay ga mera qalb-e-zaar kub tak
meri umar kut gaye hai tera gham tala nahi hai meri rooh par rahay ga ye sayah gubar kub tak
mujhay dukh to hai yaqeenan tera sath chornay par teri naam ki rafaaqat kay mai sehti war kub tak
Becharee Chandoo tch tch