Paglee
1
sab ko dil k daagh dikh’eiy Ik tujhi ko dikha na sakay
taiRa damun door na tha haath he hum phai’la na sakay
tu aaiy doost kahaN lay aa’ya chahRa ye khurshid misal
seenay maiN aa’bad karaiN gaiN ankhoN maiN tu sama na sakay
na tujh say kuch hum ko nisbat na tujh ko kuch hum say kaam
hum ko ye maloon tha laikiN dil ko ye samjha na sakay
ab tujh ko kis munh say keh daiN saat samundaR paar na jaa
beech ke Ik dewaR bhee hum to phand na paa’ey dha na sakay
muN papi ke ujrii khaitee sookhi ki sookhi he rahi
umday badal gaRjay badal boondaiN do baRsa na sakay
kya baat hai .... its very nice paglee :)
Re: taiRa damun door na tha haath he hum phai’la na sakay
very nice paglee sis :k:
Re: taiRa damun door na tha haath he hum phai'la na sakay
[QUOTE]
*Originally posted by Paglee: *
sab ko dil k daagh dikh'eiy Ik tujhi ko dikha na sakay
taiRa damun door na tha haath he hum phai'la na sakay
tu aaiy doost kahaN lay aa'ya chahRa ye khurshid misal
seenay maiN aa'bad karaiN gaiN ankhoN maiN tu sama na sakay
na tujh say kuch hum ko nisbat na tujh ko kuch hum say kaam
hum ko ye maloon tha laikiN dil ko ye samjha na sakay
ab tujh ko kis munh say keh daiN saat samundaR paar na jaa
beech ke Ik dewaR bhee hum to phand na paa'ey dha na sakay
muN papi ke ujrii khaitee sookhi ki sookhi he rahi
umday badal gaRjay badal boondaiN do baRsa na sakay
[/QUOTE]
Bohat Khoob Paglee,
Thanks for sharing :)
Dilsay
5
very nice it is beautiful thanks for sharing
wah jee:flower1:…
buhat achay:k:…
[QUOTE]
*Originally posted by ameen: *
zabardast
[/QUOTE]
Kon post ya Paglee :p
Azad
11
so many 2nd thoughts :D ... lagta hay ajj waqee ziyada ho gaii hay
Amal
12
Re: taiRa damun door na tha haath he hum phai’la na sakay
Bohat khoob Paglee:k:
Paglee
13
thanks guest..chando g...wg...ameen ..dilsey...azad..gkk and masoom
also BS..:)
Paglee
14
Re: Re: taiRa damun door na tha haath he hum phai’la na sakay
thanks Amal..
Re: Re: Re: taiRa damun door na tha haath he hum phai’la na sakay

Paglee
16
Re: Re: Re: Re: taiRa damun door na tha haath he hum phai’la na sakay
adat se majboor..