Re: Taira Chahra Inn AankhooN maiN Purana Hogia Hay
mujhe ek telefilm yaad aa gai, jis main ‘miyan bivi’ barson ke baad aise date per jate hain jaise teen agers ho.. lagta hai ke unke mehboob naye honge aur wo bewafai kar rahe hain ek doosre ke sath.. end main pata chalta hai ke boriyat ke maare khud donon ik doosre ke sath date per jaate hain
Re: Taira Chahra Inn AankhooN maiN Purana Hogia Hay
Buhat He Classic Idea tha yah tou Aur Police kay HathooN pakray gaiay thay kia ![]()
Maira Aik dost pakra gia to bahan kah dia ![]()
Re: Taira Chahra Inn AankhooN maiN Purana Hogia Hay
buzrig logon ko police wale tang nahin karte... abhi unke deedon main thoRa pani baqi hai
Re: Taira Chahra Inn AankhooN maiN Purana Hogia Hay
So Buzrgs are allowed to date in Park ?
Re: Taira Chahra Inn AankhooN maiN Purana Hogia Hay
Waisey Yeh Date Marna Word kahN say aaya hay ![]()
Re: Taira Chahra Inn AankhooN maiN Purana Hogia Hay
vese me ab samj gai k husband log kion nhai jaty kahen biwion k sath ![]()
Re: Taira Chahra Inn AankhooN maiN Purana Hogia Hay
Chalo Shukr aap bhi Kuch SamjheeN ![]()
Re: Taira Chahra Inn AankhooN maiN Purana Hogia Hay
shuru se pata hy
vo mujy roz beth k lecture deta tha mrodn ki nature per :halo:
Re: Taira Chahra Inn AankhooN maiN Purana Hogia Hay
Khan Jo Howa ![]()
Re: Taira Chahra Inn AankhooN maiN Purana Hogia Hay
kia matlab hy eska ![]()