Tahirul Qadri's long march

Re: Tahirul Qadri’s long march

acha yah wohi hain jo har rooz raaat kay Charterd plance say aatay hain aur ghareeb loogoon kay ghroon kay bahir zaroori cheezain rakh kar chalay jatay hain :eek: aur acha yah Dcotor bhai hain lakhoon ghareeboon ko zindagi bhi di hay :hayaa:
filhaal to suna hay logoon kay tamam zaiwar aur makan bikwa diye hain inhoon nay long march kay liye :omg:

sorry bhai agar mujh say peeran-e-peer, syadan-e-syaed peef zahir ul padri key shaan main kuch gustakhi gai ho :bummer: umeed woh phoonk mar kar bhasam naheen kar dain gaiy :slight_smile: