taera naam...........

ab taera naam bhi shayed hi ghazal main aayae
aur sae aur huae dard kae unwan jana…

ab kae tajdeed-e-wafa ka nahin imkan jana
yaad kya tujhe ko dilayain taera paeman jana…

Very nice and it is good to see something from you after a long time aap hum sub say naraz ho kiya...

you dont come on forum is everything ok....

Re: taera naam…

:k:

Daikhon yeh kisi our ka chehra hay keh tum ho
Aay janay jahan yeh koi tum sa hay keh tum ho :slight_smile:

Ek khamoshi ke baad wapsi ka safar mubarak ho :k:

ankhaiN be wohi haiN tu dareecha be wohi hai
aur sooch k angaN main utarata be wohi hai
jis ne meray jazbooN ki sadaqat ko na jana
ab meri rifaqat ko tarasta be wohi hai