tadapte hain na rote hain na ham fariyaad karte hain

*tadapate hain na rote hain na ham fariyaad karte hain
sanam kee yaad main har-dam khudaa ko yaad karte hain

unheen ke ishq main ham naalaa-o-fariyaad karte hain
ilaahee dekhiye kis din hamain vo yaad karte hain

shab-e-furqat main kyaa kyaa saanp leharaate hain seene par
tumhaaree kaakul-e-pechaan ko jab ham yaad karte hain*
**
~~~~~~~~
Haider Ali Aatish *
~~~~
~~~~
*

Re: tadapte hain na rote hain na ham fariyaad karte hain

:k:

ye baat kuch hazam nai hui :slight_smile:

Re: tadapte hain na rote hain na ham fariyaad karte hain

Mujhe bhi nahin, lekin shaayar ke e-mail ID mere pass nahin hai :slight_smile:

Re: tadapte hain na rote hain na ham fariyaad karte hain

chalo bhayoun sir per kafan baandh lo haath mein dande pakar lo .... dhoundoooo usay mein araha hon:)