Tabeyat Udaass haa

Saqi Sharaab la K tabayet Udass ha
mutrim Rabbab Utha k Tabayet Udaass ha

chubti ha kalvo jaam me setaro ki roshni
aay chand doob ja k tabeyet udass ha

shayed tera laboo ki chetak se ho ji bahar
aay dost muskura k tabeyet udass ha

haa hussn ka fasuu bee elaaj E fasurdage
rukh se naqab uthaa k tabeyet udass ha

mane kabi ya zid to nahi ke per aaj shab
aaye mehjabi na ja k tabeyet udass ha

Toobah to karchuka hou mager aa ADAM
thora sa zehar la k tabeyat udass ha


Restored attachments:

Re: Tabeyat Udaass haa

Happy Depression Day :hehe:

PS:

Toobah to karchuka hou mager aa ADAM
thora sa zehar la k tabeyat udass ha

:lajawab:

aur mar ke bhi chain na aaya to kahan jao ge

Re: Tabeyat Udaass haa

LAA PILAA DE SAQIYA PEMANA PEMANAY KE BAAD
HOSH KI BATEN KARUNGA HOSH ME AANY K BAAD

Re: Tabeyat Udaass haa

Hosh me aane k baad..

KHULI jo aankh to vo tha na vo zamana thaa
Dehekte aag the, tanjai the FASANA thaa.................

Re: Tabeyat Udaass haa

log na jane kin rato-n ki muradain manga kerte hain
apni rat tu woh he jo tere sath guzer gai jana

Re: Tabeyat Udaass haa

wah wah :k:

Re: Tabeyat Udaass haa

Teri Baat he Sunane aaye..
Dost bhe DIL he dukhane aaye

Phool khilte ha to hum sochte ha
Teraa aane k zamane aaye

Re: Tabeyat Udaass haa

Toobah to karchuka hou mager aa ADAM
thora sa zehar la k tabeyat udass ha

aath matya karnay ja raha hai.

Re: Tabeyat Udaass haa

lol…aab itne jalde nahi aap logo ka pind choutane wala mujse…:cool:

Re: Tabeyat Udaass haa

Qasam de de k saqi saghir-e-ma'y na de tu mujh ko,
Woh mehfil mein nhi, tu kyun lahoo pilata hai mujh ko,

Mujhy khaatir se rakh, saqi k ma'y khanay ki zeenat hun,
Yeh ronaq phir kahan hogi ,utha de ga jo tu mujh ko,

Re: Tabeyat Udaass haa

Hence proved ke aap ko star plus ke dramon ka exposure hai… waise aatma hatiya karte hain :hehe:

Naach gaaney se bhi tabiyat behtar ho jaati hai

Re: Tabeyat Udaass haa

jaise Altaf Bhai ki hoti hai :hehe:

Bandaay merva ker bhi AB ko utni he khushi hoti hai

Re: Tabeyat Udaass haa

ye aqal walee nahe ahle dil samajte haa
k kyu sharaab se pehle wadu zarouri ha

khudaa ko mou bhe dekhana ha aik din yaroo
wafa mela na mela justuju zarouri ha

kali umeed ke khilte nahi har ek dil ma
her aik dil ma mager aarzoo zarouri ha

haa ahteraam bhe lazim k zakir ha unkaa
jiger k chaak bhe hona rafuu zarouri ha

Re: Tabeyat Udaass haa

ye aqal walee nahe ahle dil samajte haa
k kyu sharaab se pehle wadu zarouri ha

:k:

Konsi sharab ka zikr hai ye?

Re: Tabeyat Udaass haa

agay hi raang neela paR gaya hai…aur kitna zehar peena hai

ya zehar naqli hai…ya ap ke andar pehle hi buhat zehar hai

Re: Tabeyat Udaass haa

Saqi Sharaab la K tabayet Udass ha
mutrim Rabbab Utha k Tabayet Udaass ha

bhati nahin nigah ko yeh tez roshni
aay chand doob ja k tabeyet udass ha

shayed tera laboo ki chetak se ho ji bahar
aay dost muskura k tabeyet udass ha

haa hussn ka fasuu bee elaaj E fasurdage
rukh se naqab uthaa k tabeyet udass ha

mane kabi ya zid to nahi ke per aaj shab
aaye mehjabi na ja k tabeyet udass ha

Toobah to karchuka hou mager aa ADAM
aik jaam aur la k tabeyat udass ha

Re: Tabeyat Udaass haa

apni direction sahi rakhen :biggthumb:

chalaki nahi chalne wali:nono:

aao kuch shughal karen sahar hone tak :ast:
tobah ker lengy farishton ko khabr hone tak:emmy:

Re: Tabeyat Udaass haa

aab baat jaam o sharaab ki chel nikle ha to aik aur yaad aagaya...

Jaam jab peta hou mou se kehta hou bismilaa
Kon kehta ha karindo ko khuda yaad nahi...