tabaahi kaa apni nishaan chhod aaye

*tabaahi kaa apni nishaan chhod aaye *
*varaq dar varaq daastaan chhod aaye *

*har ek ajnabi se pataa poochhate hain *

*tujhe zindagi hum kahaan chhod aaye *

*vahi log jeene kaa fan jaanate hain *

*jo ehsaas-e-suud-o-ziyaan chhod aaye *

*nikal aaye tanhaa teri rahguzar par *
bhatakane ko hum kaaravaan chhod aaye

~~~~~~~~
Kaif Azeemabadi
~~~~
*~~~~ *

Nikaale gaye ‘Hallgulla’ ‘Politics aur Religion’ se kal raat
*ladne jhagadane ko hum apne raqeebon ko chhod aaye:) *

Re: tabaahi kaa apni nishaan chhod aaye

Good. ur doing gr8 :k:

Re: tabaahi kaa apni nishaan chhod aaye

wow - another good one!