badshah salamat ki 100veen khushkhati(post) likhnay ki khushi main pooray mulk main jashn manaya jae ga

hamarai wazn k barabar sona re’aya main takseem kiya jae:jhanda:
hum apni aawam ko hamesha khush dkehna chahte hain aur aawan ki khsushi hamari khushi aur os ka gham hamara gham

Re: TAAAADAAAAAAAAAAAAAAAAN
Oye badsha, brake tey payr rakh 
Just kidding Badsha salamat
Mubarak ho 
Re: TAAAADAAAAAAAAAAAAAAAAN
Yeh pehla mooka nahi aya:snooty:
Re: TAAAADAAAAAAAAAAAAAAAAN
badshah salaamat se gustaakhi par shikray ka sar qalam kar diya jaye!!!
Re: TAAAADAAAAAAAAAAAAAAAAN
os say pehlay is billi ka
hum apnay faislay khud lena jantay hain
Re: TAAAADAAAAAAAAAAAAAAAAN
Yeah billi
Badshah salamat ko choosni choosney wala bacha samajh rakha hai kia? 
Re: TAAAADAAAAAAAAAAAAAAAAN

Re: TAAAADAAAAAAAAAAAAAAAAN
Malika guppistan II aap tashreef layeen humein acha laga:blush:
Re: TAAAADAAAAAAAAAAAAAAAAN
oo i like the sound of that:D
Re: TAAAADAAAAAAAAAAAAAAAAN
mashallah,aap bolti bohat furfur kar ke hain
Re: TAAAADAAAAAAAAAAAAAAAAN
ji billion ka sar qalam karna gunah hai didnt this shikra of urs tell u that:fatee:
Re: TAAAADAAAAAAAAAAAAAAAAN
billi..:)..jee jaldii see app shaadi kerlain:) na;)
Re: TAAAADAAAAAAAAAAAAAAAAN
Mubarak ho KAALI BILLI..apko nazar na lagay baaqi billiyon ki:)
Re: TAAAADAAAAAAAAAAAAAAAAN
sar peeting aie hai main kion karne lagi is se shaadi
shadi kare meri jooti 
Re: TAAAADAAAAAAAAAAAAAAAAN
Jooti ka size kiya apki:P.??
badhsah salamat ko chahyee hogii na..:P..irada badal liya agar unhon ne apki jooti se shaadi ekrney ka:P
Re: TAAAADAAAAAAAAAAAAAAAAN
khudaa!!!
larki !!!
plz tum urdu bolo ya koi aur zabaan ye urdu mujhe samakh nahi aa rahi:smack:
waise meri jooti ka siza 10 hai
koi aitraaz???
Re: TAAAADAAAAAAAAAAAAAAAAN
yaar i amm typing in urdu na:(...i hate this..i cant even express myself here:(
Re: TAAAADAAAAAAAAAAAAAAAAN
lol...Badshaaah azaam...Ko agar app na milli tu chalain apki jooti se kaam chala lain gaye woh..coz apnay kaha tha na k SHAADI KERAY MERII JOOTI
Re: TAAAADAAAAAAAAAAAAAAAAN
haahha
but no mein apni jooti ki shadi bhi un se nahi hone dongi
agar meri aik jooti ki shaadi unse ho gai to meri doosri jooti kia kare gi???:(
ruswa
20
Re: TAAAADAAAAAAAAAAAAAAAAN
lolZ app apni dosari Jooti kay liyee koi Sandle Dhoodh lena so simple :P