Khuli ankhoon may sapna jhankta hai..
woo soya hai k kuch kuch jagta hai..
teri chahat k bhegay junglon may..
mera tan, moor ban k nachta hai..
mujhay har kafiyat may kion na samjhay..
woo meray sab hawalay janta hai..
may us ki das-taras may hoon, magar woo..
mujhay meri raza say mangta hai..
kisi k dehan may doba howa dil..
bahanay say mujhay bhi taltaa hai..
sarak ko choor k chalna paray ga..
k meray ghar ka kacha rasta hai..
(Fariha Ali)
tarash
4
Re: Taa hai…
agar flat softy na ho to?
Nain
5
Re: Taa hai…
aray mae tu socha hi nahi wo tu moor hai nnaaa 
tarash
6
Re: Taa hai…
moor bechara kahan se softy laey
Nain
7
Re: Taa hai…
jngel bazar se or kahan se laye ga 
tarash
8
Re: Taa hai…
jungle bazar bhi sunday bazar ki tarah hota hai kya?
Nain
11
Re: Taa hai…
jinhu ney poetry likhi hai 
Re: Taa hai…
aunti aap bata dain ;), poetry tu aap nay likhi hai 
beshak ja k oper dekh lain…
tarash
14
Re: Taa hai…
aap bhi to poetry forum ki aunty hi hain na
Nain
16
Re: Taa hai…
kisi ka naam chupa dene se us ki jagha nahi badalti talent tu unhi ke pass hai 
Re: Taa hai…
lakin aunti tu aap he hain na…
Nain
19
Re: Taa hai…
Oky dada abbu:LB:
app sher hain jo baley se dar gaye 
tarash
20
Re: Taa hai…
yehi to main ne kaha hai k
se na daraein,main nahin darta