Re: TA-QUB MAIN…
thanx rajey.
ta-qub: peecha karna
mahv-e-safar:safar main.
kharamaan kharamaan: ahista ahista.
manajat:wo nazam jis main khuda ki tareef kar k dua mangi gai ho.
kashkol:kasa ya wo bartan jis main fakeer khairaat leta hai.
hope its clear now:)