Sweets

Re: Sweets

ek moHalle meN ek Halwaaii rahtaa thaa Halwaayin ke saath…jab uske ghar beTaa huaa 25 saal ke ba’d to us ne poore moHalle vaaloN ko miThaaii banaa banaa kar ek hafte tak Khoob khilaayii…yeh thii kahaanii is rasm ke peechhe! :wink: