Susraal

hum tau chalay aaj apnay susraal
kinnay kinnay jaana hai mere naal
mein rakhoon gi aap ka bohat he khayaal
doon gi apnay dulha ko pyara sa rumaal
kyun kay rukhsati kay baad ro ro kaheen no jai mera bura haal
ronay kay baad un say karoon gi mein yeh sawaal
kay aap ne phenaaiya mujhe lehnga kyun laal
kya mein ub jaaon apnay dudhiyaal
aap ne yehaan la kar kya kar diya hai mera haal
ub khuda kay liye na chaliyay ga koi aur chaal:)

Re: Susraal

:halo:
hum ap kay susral kyu jaye :hoonh:
hum to apnay susral hi jaye gay bun kar wabal-e-jan :cb:

Re: Susraal

[QUOTE]
doon gi apnay dulha ko pyara sa rumaal
[/QUOTE]

lolzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz

bhyee dulha apna hee acha hota hay ..dosroon kay dulhay ko romaal dain gee to un ki dulhan apnee sandle say app ko shaheed ker dain gee : P

Re: Susraal

:omg:

Re: Susraal

^ mujhay app ki hunsse kay peecha kisi DERDnak story ki smell arahee hay ; )

Re: Susraal

pg story bhi ap hi suna dijiyay :D kuen k na abhi koi matwaqa susral hai na koi story :D

Re: Susraal

^ chalain jub tuk app ROMAL ki shopping to ker lain ...kuch bhi ho sakta hay : P

Re: Susraal

main tissue say kaam chala loon gi kuen k bechara shadi walay din hi hansay ga us k baad main us ki hansi ha band baja doon gi :D

Re: Susraal

prblem_girl agar tum ghor se perho tau mein nay likha hai kay apnay dulhay ko rumaal doon gi. tumhari tarha BEWAKOOF NAHI HOON. jo dusray kay dulho ko rumaal daity phiroon. MAY U NEED GLASSES.

Re: Susraal

^ araY she was only joking .... did not you see, she highlighted that word too... :)

Re: Susraal

^ hahahahhaah

main yehee to keh rahee hoon Apna likhnay ke zaroorat nahi thee yeh to understood bat theee

: D

Re: Susraal

acha