Ohhh .. mashallah happy happy birrdayyy . May Allah swt bless you with success, health, prosperity and emaan Ameen . Have a really awesome day!!! Love and hugs xx
mai abb nhi gumta … abb mai bara ho giya hoo … or meri pocket mai mere ghar ka pta hr waqt hota hai … or itna kaam matt kiya karoo … sum1 told me .. ziydha kaam krne say larkyia motiii ho jatii hain … hehe
i was thinking to congrats LP after receiving my gift / card but Sarmad …
anyway koi baat naheen hum yahaan bhi mubarakbaad diye daitay hain …
Buhat Buhat Mubarak ho LP aur tum Doodhoon Nahoon, Potoon Phulloon (ameen)
aunty mjhe aisi lalchaiii hui nazroo say matt daikhoo … mere paseenay nikal jatee hain … ek bar shadi ho gayee to khud ba khud hi motii ho jayoo gi …*larkyia shadi k baad moti kyu ho jatii hain .. yeah science mjhe samjh nhi ayiee kabhi *