Mera aik sapna hai kay GupShup ki anay wali nasal aur bachay jab baray hoN, to Anwar Qureshi ko gupShup ka Director payaiN, aur Anwar Qureshi ki keetabaiN pakistan rairioN par bik rahee ho , aur laRkian raat ko sone say pehlay Anwar Qureshi kay ganday aur romantic sher larko ko SMS karaiN.