sunoo

suno main muskarna chatta hon
Ghamoon co bhul janna chatta hon
ya Dunyaa Talkhe-yoon say Bhaar chooki hai
Nayee Dunyaa Basana chatta hon
ya ik masoom se khwahish hai Dekhoo
Teray khaboon main Aana chatta hon
Bohoot mushkil sahi hallat lakin
tumin apna banana chatta hon
andhray kheyy jattay hain Naggar Co
diyaa koi Jalana Chatta hon

Aamir Bin Ali

piyara intikhaab~

Re: sunoo

Good one :k:
May all of your wishes come true… :slight_smile:

Beautiful...

bohat achi nazm hai…good luck with all yur wishes :k:

ap sab ka bohoot bohoot shukeryia :)

Nicee

:k: nice nazam Uluji
and congratulation 4 ur 1k…:hula:

zabardast:k:

thank you chand and broken

:hoonh:

:eek: :snooty:

:2guns:

:nono1: :help: :bailan: :bailan:

boht achei ulllooo g:):k:
koyal g ap hawae rotee bana rehe kia :hehe:

thanks masoom..
nahin ji koyal muj co maarnay ke naa kaam koshish kar rahi hai :rotfl:

Allah un ci koshish kamyab kere jald ameen:p

:hehe::hehe:

aur Allah ap ke ya duaa kabi qabool na farmay :hehe:

dua to qabool ho ge zaror aj jumah hei :hehe:

jii aur mari duaa be zaroor qabool ho ge k Allah ap ke duaa qabool na karay :hehe: :hehe: