Mujhay kinaaray ki kab tamannaa …
Tumhain hay dariyaa kay paar jaanaa
Biparthi mojon ki surkh aankhain bata rahi hain
khiraaj maangay gaa aaj dariyaa
to aisaa kar lo …
mujhay shareek-e-safar banaa lo
khiraaj maangay ager ye dariyaa
mujhay bhanwer main utaar dainaa
teraa zaroori hay paar jaanaa..!!!
Nice1..:)
thx.
:k:
Ohhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh …nahin nahin nahin…![]()
Nice :k:
Tumhain Kia Hoya ? ![]()
Aap ko itne arsay baad post kartein howe dekha na isliye…
![]()