^
+++++
__
Main Sun K Uski Sab Baatain
**Faqat Itnaa Hee Kehtaa Hoo’n **
**Khafa hona **
Manaa Laynaa
Yeh Sadyoo’n Ki Riwayat Hay
Muhabbat Ki Alaamat Hay
Gilay Shikway Karo Mujhsay
**Tumhain Sab Ijazat Hay **
Magar Ek Baat Mayree Bhi
Zara Tum Yaad Rakh Laynaa
Kabhi Aisa Bhi Hota Hay
**Hawain Rukh Badaltee Hain **
**Khizaa’ain Lautt Aatee Hain **
Khataa’ain Ho Hee Jaatee Hain
Khata Hona Bhi Mumkin Hay
Khafaa Hona Bhi Mumkin Hay
Hamayshaa Yaad Rakhnaa Tum
Ta’alluq Rotth Janay Say Kabhi Ttootta Naheen Kartay
Suno
" Rottha Naheen Kartay "
+++++++
__
+
Re: ~~ Sunoo…Rottha Naheen Kartay~~
very nice :k:
Aryaan
3
Re: ~~ Sunoo…Rottha Naheen Kartay~~
Bohat khoob Precious^Khan..:k:
Re: ~~ Sunoo…Rottha Naheen Kartay~~
Thanx Shabzz :~)
Thanx Aryaan Saheb :~)
Re: ~~ Sunoo...Rottha Naheen Kartay~~
meyn roth gae hon :ASA:
Re: ~~ Sunoo…Rottha Naheen Kartay~~
Woh Kiyun Jee … 
Re: ~~ Sunoo…Rottha Naheen Kartay~~
good good:k:
Re: ~~ Sunoo…Rottha Naheen Kartay~~
Good :k:
Re: ~~ Sunoo…Rottha Naheen Kartay~~
Niceee :k:
Re: ~~ Sunoo…Rottha Naheen Kartay~~
Thanx MG :~)
Thanx :~)
Thanx :~)