suno
mujhay tum wahan rukhna
jahan jism aur rooh lazim-o-malzoom hotay hain
aur agar tum asa nan ker sako
to suno
phir mujhay wahan rukhna
jahan jhut aur such kay dermiyaan aik bareek lakeer hota hay
kyun keh
ab main gumanoan main rehna nahin chahte
ab mujhay apnay faislay ki us lakeer main rukhna
jis say agay kuch nahin hota
bus aik haar hote hay aur aik jeet
aik jhut hota hay aur aik such…
…
very nice
Re: suno…
wahh :k:
zaber10:k::k:
sunain
zara zoor say bolain awaz nahi aa rahi :(
Wah.. Kia alfaz ka khobsorat istemaal hai... bohat aala...
Thanks for sharing Ameen...
Re: suno.........
[QUOTE]
*Originally posted by ameen: *
suno
mujhay tum wahan rukhna
jahan jism aur rooh lazim-o-malzoom hotay hain
aur agar tum asa nan ker sako
to suno
phir mujhay wahan rukhna
jahan jhut aur such kay dermiyaan aik bareek lakeer hota hay
kyun keh
ab main gumanoan main rehna nahin chahte
ab mujhay apnay faislay ki us lakeer main rukhna
jis say agay kuch nahin hota
bus aik haar hote hay aur aik jeet
aik jhut hota hay aur aik such...............
[/QUOTE]
Kiya baat hai... very touchy....
Aab hum pay naza ka alam hai tum apni mohabat wapis loo
Jaab kashti doobnay lagtee hai tu boojah utara kartay hain
thanx all of u. :)
[QUOTE]
*Originally posted by ameen: *
thanx all of u. :)
[/QUOTE]
you welcome
[QUOTE]
*Originally posted by ameen: *
thanx all of u. :)
[/QUOTE]
yani humain to aisay ingore ka dia jaisay hum rishta lay kar aay hon :(