**Suno!
Main Janta hoon
tumhain mujhay say muhabbat hay
leekan
mujhay muhabat say dar lagta hay **:hinna:
Restored attachments:
**Suno!
Main Janta hoon
tumhain mujhay say muhabbat hay
leekan
mujhay muhabat say dar lagta hay **:hinna:
Restored attachments:
Re: ~~~ Suno! ~~~
436ween dafa hai yeh
![]()
Re: ~~~ Suno! ~~~
Aur sunao, ye to kafi logon ka almia hai. ![]()
Jokes apart, kia ye waqai aap ne likhi hai.
Re: ~~~ Suno! ~~~
aap ko mohabbat se nai balke bailan se darh lagta hay :-P
Re: ~~~ Suno! ~~~
Highly inspired from Dabbang' "Saheb hum ko thappad se nahin pyar se dar lagta hai'
Re: ~~~ Suno! ~~~
![]()
Jee mujh say he yah gustakhi hoi hay
yah mairi 18 veen poem hay waisay :cobra:
Shaadi kay baad aap ko bailan buhat yaad aa raha hay Bhai jaan
![]()
Re: ~~~ Suno! ~~~
IS bhai jaan please change your signature to "Begum Bailan say naheen jalli kutti batoon say dar lagta hay "
![]()
Re: ~~~ Suno! ~~~
Very Nice
Mjhe to dar nhe lgta Muhabbat Se ![]()
Re: ~~~ Suno! ~~~
Such Much
waiting for BM to comment ![]()
Re: ~~~ Suno! ~~~
[quote=““Sannan””]
Khuda kare zor e qalam ho aur ziada! baqi 17 bhi pesh ki jaen.
Re: ~~~ Suno! ~~~
Boht khob chotay bhai :k:
Re: ~~~ Suno! ~~~
![]()
waisay aap nay bhi dosroon ka tarah kaha hoga yah siraf chawalian he maarta hay ![]()
Re: ~~~ Suno! ~~~
Thankoo Aapa jaan ![]()
Re: ~~~ Suno! ~~~
:hinna:
Re: ~~~ Suno! ~~~
adi mujrim :hinna:
Re: ~~~ Suno! ~~~
Thapar say dar nahi lagta mager Pyar say dar lagta hai :@:
Re: ~~~ Suno! ~~~
Nahin, aap ki salahiyaton pe mujhe koi shaq nahi.
Re: ~~~ Suno! ~~~
Buhat dukhi poem to naheen likh maari main nay ![]()
![]()
![]()
![]()
I’ve already posted my poem and will send u link :cobra:
Re: ~~~ Suno! ~~~
Nice !! :k:
Ab To Loat Aoo K Zindagi Ne B Ab muj se Poch Lia Hai
Kahan Gaya Wo Shaks Ju Tje B Muj Se Pyara Ta
Re: ~~~ Suno! ~~~
Awesome BM :hinna: