barson se main jiska raah yun takta raha,
jiske liye main apne dil ko samjhaaata raha,
aaj mujhe chhod wo jaane kyun dur chali gayi,
jiske liye main bas intzaar yun karta raha,
kal tak jo mere dil me rehti thi uske baare me KYA KAHUN,
ab uski yaadein kyun meri aankhon se behte hain KYA KAHUN,
kuch anjaana sa bandhan hai usse ab bhi jo baandhe hai mujhe,
us anjaane andekhe bandhan ke baare me ab main KYA KAHUN…....................
Kya Kahun, Kya Kahun, Sirf Issa Sannan Ke bharey Mei..............