Suno! **
** mujhay yaad naa aaya karo **
** jub main apnay dostoun k darmiyaan baitha bol raha hota hoon **
** kisi imtihaan ki tayyari main masroof nazar aaoon **
** ya kisi masroof sarhak par drive kar raha houn **
** mausam acha ho or main akaila **
** ya khaas taur par aisey waqt **
** jub kisi ko khat likh raha houn **
** ya kisi bohat hee piyaarey shakhs ki yaadoun main gum **
** dunya-o-maafeeha say beykhabar ho jaoon **
** Tum mujhay yaad naa aaya karo!!
Re: Suno ![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
nice thing…![]()
Re: ~~♥♥♥~~ Suno ~~♥♥♥~~
nice :)
Re: Suno ![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
nice Gile Shikeve Sannan Bhai.
very nice:k:
Re: ~~♥♥♥~~ Suno ~~♥♥♥~~
Thx Babri , Aaliye & Maayyyya