Re: suNo keoN deed ka deedaar se rishta s'daa thehra
yeah its nice , jeha tuk deed ka taaluq hay aik qutta paish-e-khidmut hay
na deed hay na sukkhun, ub na hurf hay na payaaam
koi bhi heela-e-tuskeen nahi , pur aas buhat hay
umeed-e-yaar, nazar ka mijaaz, durd ka rung
tum aaj kuch bhi na poocho kay dil udaas buhat hay