Aik Nazm,
Suno Janaan
Main Tum Se Ye
Kahoon Kese
Ke Tum Bin Main
Adhoora Hoon..!
(Ahmer)
Umeed Hai Aap Logon Ko Pasand Aye Gi..
Regards,
Aik Nazm,
Suno Janaan
Main Tum Se Ye
Kahoon Kese
Ke Tum Bin Main
Adhoora Hoon..!
(Ahmer)
Umeed Hai Aap Logon Ko Pasand Aye Gi..
Regards,
Re: Suno Janaan..
Beautiful red apni he hia na
(jus kidin) aj kal tu mazak kartey hweuy b daR sa lagta kab koi kis waqat poetry form choR jaa’ey ![]()
Re: Suno Janaan..
thnx ji.. wese main itnay araam se GS nahi chhornay wala ![]()
Re: Suno Janaan..
v nice
Re: Suno Janaan..
thnx alot DS jee :$
Re: Suno Janaan..
**Red ID,
**yeh nazam to shuro hotay h ikhatam hogai :s
Kuch khainch taan kar lamba karlaitay na :-D
waisay janaaN say sawaalat nai kartay, bas keh daitay hain apnay kaan band kar kay...
Madam Madonna Says: Express yourself ;-)
achi short nazam hay waisay :-)
Re: Suno Janaan..
Itni bari baat itnay piyar say kah dee kiya baat hai khush rahoo