Dania
1

***mujhay idraak hai ab wasal ka mausam nahi hoga
magar ab aur mujh sey hijr ka maatam nahi hoga
tumharay roz-o-shab main meri gunjaish nahi baaqi****
tumhain apna kahoon, mujh ko yeh aasaish nahi baaqi
meri aankhoN main aansoo ab tumhain paani sey lagtay hain****
wafa kay ahad-o-piyamaN saaray baymaani sey lagtay hain
mera rasta alag tum ko alag manzil pay jana hai****
tumhari chaah main khoya tha apna aap paana hai
Qafss sey apni yaadoN kay mujhay azaad kardo tum****
tumhain kuch haq nahi aisay mujhay barbaad kardo tum
[RIGHT]*** …suno sab bhool jaanay do!***
[/RIGHT]
Sannan
2
Re: Suno…Ab bhool janay do
Chalo Bholnay daita hooN 
sharing Dania
LP
3
Re: Suno…Ab bhool janay do
:k: dania
Dania
4
Re: Suno...Ab bhool janay do
:)
<!--Session data-->
neha
5
Re: Suno...Ab bhool janay do
heart touching poetry...
babri
6
Re: Suno…Ab bhool janay do
Bohat Khoob Jee :k:
**tumharay roz-o-shab main meri gunjaish nahi baaqi
tumhain apna kahoon, mujh ko yeh aasaish nahi baaqi
meri aankhoN main aansoo ab tumhain paani sey lagtay hain
wafa kay ahad-o-piyamaN saaray baymaani sey lagtay hain
**
Aryaan
7
Re: Suno…Ab bhool janay do
It’s Beautiful Dania..
Re: Suno...Ab bhool janay do
***Bohat khoob
Qafss sey apni yaadoN kay mujhay azaad kardo tum****
tumhain kuch haq nahi aisay mujhay barbaad kardo tum
*** [RIGHT]*** ....suno sab bhool jaanay do!
*** <!--Session data--><!--Session data--><!--Session data-->[/RIGHT]
<!--Session data--><!-- google_ad_section_end --> <!-- / message -->
Dania
9
Re: Suno...Ab bhool janay do
Thanks :)
Re: Suno...Ab bhool janay do
Amazing stuff