Ussey kehna
Kabhi milney chala aaye
Hamarey paoon main jo raasta tha
Raastey main phaaiR thay
PairRoon main jitni taayiroon ki tooliyaan
Hum sey mila kerti theen
Wo ab urtey urtey thuk gaye hain……..
Very nice
Vo aa tu jaya magar intazar he kam hai
Vo bewafa tu nahi mara piyar he kam hai
Main kasay main loo us par asar he na hoo
Dil tarapta rahay aur usay khabar he na hoo
vo aya ga.... inshallah
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Very nice
Vo aa tu jaya magar intazar he kam hai
Vo bewafa tu nahi mara piyar he kam hai
Main kasay main loo us par asar he na hoo
Dil tarapta rahay aur usay khabar he na hoo
vo aya ga.... inshallah
[/QUOTE]
Jee, ager app dilsay dua kerain gay tpu zaroor aaye ga.. :)
Wah… @ both of you :k:
Beautiful choices.
:k:..
Re: Sundaysa..
uss ko visa nahi mila ![]()
nice selection :k:
[QUOTE]
*Originally posted by Dilsay: *
Very nice
Vo aa tu jaya magar intazar he kam hai
Vo bewafa tu nahi mara piyar he kam hai
Main kasay main loo us par asar he na hoo
Dil tarapta rahay aur usay khabar he na hoo
vo aya ga.... inshallah
[/QUOTE]
Dua our tasalee ki hud tak to theek hay, haqeeqat main koi nahi anay wala.
Nice poetry .. thanks for sharing
nice1:k: